Saturday, 9 September 2017

HOW TO START WHATSAPP BUISNESS – GHAR BAITHE PAISE KAISE KAMAYE.

ONLINE WHATSAPP PAR BUISNESS KAISE START KARE ?

आप जिस saaman को sell चाहते हैं, सबसे पहले उसके कुछ सैंपल मंगाए, demo तैयार करे, इसके बाद एक whatsapp group बनाए, whatsapp के right side में जाकर आपको new group का option मिलेगा, अपनी contact list में से जिसे भी इस group में जोडऩा चाहते हैं, उसे select करें, अपने whatsapp group का अच्छा-सा नाम रखें और जो product बेचना चाहते हैं, उसका सुंदर-सा photo भी लगाएं, समय-समय पर group में अपने product के बारे में जानकारी update करते रहें और photo भी पोस्ट करें, लोगों से आग्रह करें कि वह पसंद आने पर सामान खरीदें.
whatsapp के तहत आप अपनी पसंद की किसी भी चीज का business शुरू कर सकते हैं, लेकिन बेहतर है कि अपने आसपास के इलाके और लोगों की डिमांड का ध्यान रखें, जैसे किसी इलाके में important gifts की दिक्कत होती है तो किसी में बच्चों के smart dresses की तो कहीं ट्रेडिशनल चीजों की, जिनकी demand ज्यादा हो ऐसी ही चीजों का buisness करें, अगर आपका ब्लॉग है तो आप affiliate product को whatsaap पर share करे इससे भी आप अच्छा income ले सकते हो.

BUSINESS KE LIYE WHATSAPP PAR CUSTOMER KAISE BANAYE.

आप whatsapp group, facebook page, local market, magzine के जरिए अपने product का प्रचार कर सकते हैं और customer तक पहुंच सकते हैं, आप अपने whatsapp group में 256 लोगों को रख सकते हैं, हालांकि 2-3 ग्रुप बना कर ज्यादा लोगों तक पहुंच बनाई जा सकती है, इसके अलावा अपने friends और रिश्तेदारों से भी अपने product का प्रचार आगे करने के लिए कह सकते हैं, इसके अलावा just Dial पर खुद को registered कराएं, इससे भी आप काफी ज्यादा customer तक पहुंच सकते हैं.

INVESTMENT KITNA KARNA HOGA ?

शुरूआत में अच्छा होगा कि कम investment से buisness की शुरूआत करें ताकि paise डूबने का खतरा कम हो, आप करीब 20 हजार रूपए से भी काम शुरू कर सकते हैं, यदि सामान खरीद कर बेचने के बजाय commission बेस्ड काम करना चाहते हैं तो आप 10 हजार रूपए से भी शुरू कर सकते हैं. आपके ये paise भी एक तरह से security के लिए जमा होंगे जो बाद में आपको लौटा दिए जाएंगे, commission बेस्ड काम में भी आप sample जरूर देखें, वरना quality अच्छी न होने पर आपका काम जमने से पहले ही बिगड़ सकता है.

PRODUCT KAHA SE BUY KARE.

इसके लिए आप online website की सहायता ले सकते है, indiamart, alibaba, treadindia तथा busytread जैसी साइट्स पर पर जाएं, इसके अलावा delhi में करोल बाग, सदर बाजार, गांधी नगर और lakhanow में अमीनाबाद, चौक जैसी होलसेल मार्केट से अपनी पसंद का सामान holsell rate पर खरीद सकते हैं.

DHIYAN RAKHNE WALI BAATE.

यदि आप अपने सामान के rate ज्यादा रखेंगे तो customer कम आएंगे, ऐसे में वो market से सामान खरीदना पसंद करेंगे क्योंकि उनके पास वहां ज्यादा option होंगे, इसलिए बेहतर होगा कि आप होलसेल के आसपास ही rate रखें, शुरू में आप मुनाफे से ज्यादा customer बनाने और उनका भरोसा जीतने के लिए काम करें, कोशिश ये करें कि एक बार जो customer आपसे जुड़ जाए, वह किसी और के पास न जाए, हालांकि शुरूआत में आप 15-20 फीसदी का मार्जिन रख सकते हैं, इसमें भी आपको काफी मुनाफा होगा.

MY EXPERIENCE.

जी हा ऊपर जो बातें मैंने बताई है वो पहले मैंने खुद की है, बस थोड़ा अलग था मेरा whatsaap buisness, चलो मैं आपको वो भी बता देता हु, जैसे की आप जानते है मैं professional blogger हु जो tech releted article hindi में लिखता हूं इस लिए मेरा whatsaap buisness इसी subject पर था.
whatsaap पर मैंने एक group join किया था जहाँ कई blogger ऐड थे, ये सभी blogger का अपना एक network था, ये सब मिलकर adsense account बनाके उसको approval करके बहुत ही काम rate में दूसरे new blogger को sell करते है, adsense account के साथ एक अच्छा design किया हुआ blog भी free में देते है जिसको custom domain लगाया होता है.
whatsaap पर की ये team रोजाना 5 से 10 account sell करती है, अब मैं भी इन team में से एक हु जो blog बना कर उसपर adsense approval करके इन whatsaap group में add लोगो को account sell करता हु और वही लोग नई blogger को वो अकाउंट 20% margin के साथ sell करते. सबसे बड़ी बात ये है कि मैं महीने भर में कितने भी account बना लू वो sell करने में मुझे कोई problem नही आती.
last word. दोस्तों आज आपने whatsaap पर online buisness कैसे start कर सकते है ये अच्छे से जाना है, ये जो buisness है वो कोई भी कर सकता है खास करके ये काम आप अपने घरवालो जैसे sister, माँ को भी शुरू करके दे सकते हो और ये बहुत हो जल्द अच्छा result भी देता है, बस इसके लिए आपके पास एक creative idea होना चाहिए जिससे आपको कोनसा काम शरू करना है ये पता होंगा ये समझ में आये.
online buisenss के कुछ नुकसान भी है, इसलिए आप कोई भी काम करते समय अपने trust में के लोगो से ही करे, साथ ही अपने whatsaap group में ऐसे लोगो को add करे जो आपके लिए फायदेमंद हो.
आपको ये जानकारी कैसी लगी ये हमे जरूर बताये, आपका कोई सवाल या सुझाव हो तो comment जरूर करके पूछे और बताये, पोस्ट को शेयर करके ये जानकारी अपने dosto को जरूर दे.

  • Thanks For Reading..................

Tuesday, 5 September 2017

Kaise kare phone se achhi photography


Photography karna ya photo click karvana sabhi logo ko achha lgta hai. Smartphone ke aane se ye ek hobby ban gai hai ki hum kahi bhi jate hai waha apne phone se ek photo jaroor click krvate hai ya selfie lete hai. Lekin aisa bhut kam hota hai ki hmare phone se hmari photo ek baar me achhi aa jae isliye hum 8-10 photo click krte hai. Jisme se ek ya do photo achhi aati hai baki koi blur ho jati hai kisi me light sahi nhi aati to kisi photo ke pixel fat jate hai. Hum kuch aise tips btyenge jisse aapke phone ki photography achhi ho skti hai.

photography tips in hindi

Camera ya phone ko stable rkhe

Apne phone ke camera ki ek jagah rakh kar photo click kare. Yani dhyan rkhe jab aap pahoto le rhe ho to apka hath nhi hilna chahiye. Nhi to apnki photo blur ho skti hai. Or camera ka ek jagah rkhne se low-light area me bhi achhi photo li ja skti hai.

Sahi se kare focus

Mobile phone camera me focus bhut main role play krta hai. To apne mobile phone se photo click krte time ye jrur dhyan rkhe ki aap kis chiz ko achhe se dikhana chahte hai or apne phone ki screen par touch kar use focus kar skte hai. Iske alawa phone me auto focus ka bhi feature hota hai jo kafi kaam ka hot hai or apki photo ki clear bnata hai.

Manual setting

Phone me ek aperture ka option hota hai jise kam light ya jyada light area me use kiya jata hai yani agar apko lgta hai ki photo me bahut jyada light hai to aap light ki kam kar skte hai or agar apko lagta hai ki light bhut kam hai to aap aperture ki bada bhi skte hai. Jisse apki photo me light balance ho jati hai.

Zoom kam se kam kare

Photo click karte samay kam se kam zoom ka use kare kyuki zoom karne se photo ke pixel fat jate hai.

Morning ya evening me kare photography

Outside area me photo click karene ka sahi time hota hai subha jab suraj nikal rha ho ya sham ko jab suraj dhalne wala ho. Is time click ki gai photography me light bhut achhi aati hai.

Flash ka use

Aajkal har chote phone me camera ke sath flash jaroor hota hai lekin uska use jaha tak ho sake raat ke time ya low-light area me he karna chahiye. Or agar ho sake to single person ki photo click karte time flash ka use na kare balki group photo click karte time flash ka use kare.

Different modes

Aap photo click krte samay alag alag mode ka use kar skte hai jo phone me phle se he diye gaye hote hai

HDR mode

Phone me ek feature hota hai HDR mode uska use sirf still photography ke liye he use kare yane jis chiz ki apne photo click krni hai wo still ho to jyada achha hai.

Black and white

Black and white area ki photo click karte time black and white mode ka use kare photo achhi aati hai…

Camera applications

Aap mobile phone photography ke liye alag alag application ka bhi use kar skte hai. Lekin dhayn rhe ki wo photo ka size jyada bada nhi hoga. Application se click ki gai photos ke pixel bhut kam hote hai. Jisse badi screen par us photo ki dekhne se photo sunder nhi lagti.

Thanks For Reading...............

photographer kaise bane & Photography se kaise paise kamaye

photographer kaise bane aur isme apna career kaise banaye. Apne kahi suna hoga ki ek image 1000 content ke barabar hota hai. yah sahi bhi hai,mtlb ap logo ko jo bol ke ni smja sakte usko photo ke jariye asani se smja sakte ho. To chaliye jante hai ki photography kya hai,  aur isme career ka kya option hai.


kya hai photography?

Friends apne photography ke bare me suna to hoga hi. Ya bahut hi purana technology hai. iske bina sab kuch adura hai. yaha tak internet bhi kuch ni hai, qki agar internet me koi image ni hoga to ise samjne me bahut problem ayegi. To aise me photography bahut hi khas hai. pahle isme career ka koi khas option ni tha but samay ke sath ya aj bahut se field me iske career option najar ate hai. isme alag-alag tarha ke photography hote hai, jaise fashion, event, wild life ,news, film, architecture,traival photography etc.

photography in career-

photography career ka accha option hai. aj photo khichvana kisko pasand ni hai. ya news media ko bhi to photographar ki jarurat hoti hai. aye din internet user ko naye naye image ki jarurat hoti hai. to aise me isme career banane ka achha mouka bhi hai. qki aj ke technology ko dekhte huye ye age isme career ke kya kya option najar ayenge ap soch ni sakte, iski lagatar mang bad rahi hai.

photography me kha hai kam?

Waise to ‘photography‘ me bahut se kam, lekin logo me iski acchi samaj na hone ke karan o is field se dur chala jata hai. ya alag-alag type ke hote hai jaise-

Film photographer-

dosto aj fim kon ni dekhta to sabko pata hoga ki ek film me sabse jayda jaruri camera man hota hai uska photography hota hai, yah film making se lekar end tak jo bhi hota hai uspe kam karte hai.

Wedding photographer-

aj har log apni har chhoti chhoti bato ko pic ya video me rakhna chahta hai. to wedding ki bat kare to, aj sabhi ke wedding ho ya anniversary me camera bhut jaruri hota hai. khas kar shadi ka jo seasen hota hai usme camera man ki bahut demond hoti hai.

Wild life photographer-  

agar apko name chahiye to ap is me apna career chune. Aj wild life photoprapher ki bahut jarurat hoti hai. unhe desh duniya ki alag-alag photo ya jungli janvar,natural photo khichna hota hai iska national aur international me demond hota bhai.

Fashion photographer-

isme glamer photography hoti hai , isme photographer ko models,designer, yas fashion house ke liye photography karni hoti hai.yaha alag alag selebrity se milne ka mouka bhi milta hai.

Press photography-

aj news kon ni dekhta hai. to aye din  press photographer ki jarurat hoti rahti hai. ya news me photography ka kam karte hai.

kya course karna hoga

iska course karna bahut hi asan hai. ap 12 ke bad isko kar sakte ho. Lekin apko phle gragvation karna padega, ya waise jaruri ni hai ya apki choice hai. ki ap kya krna chahte ho. Isme degree, diploma dono ka course kiya ja skta hai. aj kal mass communication me bhi iski pdai ki jati hai.

online photography-

Agar ap isme intrest rakhte hai aur isko ghar par hi karna chahte ho to online photography bahut accha option hai . isme 2-3 month me apko course karaya jata hai. iski puri traning di jati hai. to ap online karke bhi accha photographer ban sakte ho.

salary-

Is field me salary koi fix ni hai ap isme jitta mehnat karoge utta kama sakte ho. Ap apna photo sell karke bhi paisa earn kar sakte ho. But agar ap job karte ho to startup apki payment 15-20000 tak hogi.
Wahi ap ek professional photographer bante hai to apki payment 1 lakh tak ja skti hai. isme ap khud ka studio bhi khol sakte ho. Jisme apki bahut acchi kamayi hogi.,

To friends mujhe ummid hai ki apko hamari ye post pasand ayi hogi. agar apko hamara yah post pasand aya hoga to apne friend ke sath jarur share kare aur hame sahyog de. ham age bhi isse acchi achhi jankari dete rahenge jo apki liye bahut helpful ho sakta hai.

Thanks For Reading My Post.....

Monday, 4 September 2017

Achi Photo Kaise Lein ~ Achi Photo Lene Ke Kuch Khash Tips

Apne Smartphone Camera Se Achi Photos Lena Har Kisi Ka Ek Shoukh Hota Hai.. Har Koi Chahta Hai Ki Uske Smartphone Se Uski Photo Best Click Ho… 

Lekin smartphone camera se achi photo click karna har kisi ko nahi aata hai. Ek achi photo click karne ke liye aapko bahut saari baton ka dhyaan rakhna padta hai, tabhi aapse ek best se the best photo click hogi..AlsoRead: Achi Selfie Lene Ke Kuch Khash Tarike 
 
:→   Isliye Aaj ki meri yeh post photograpy ke Shoukeen logo ke liye hi hai.. 
Achi Photo Lene Ke Kuch Khash Tips :→
1)  Camera Lens Ko Ache Se Clean Kare :→
 
2) Achi Location Select Kare :→ 
Read: Galti Se Delete Hui Photos Ko Recover Kaise Kare
3) Zoom Ko Use Na Kare :→ 
4) HDR Mode Ko Use Kare :→ 
5) Camera Filters Ke Sath Lein Pic : → 
Read this: SD Card Ko Damage Hone Se Kaise Bachaye
6) Flash Ko Jarurat Padne Par Hi Use Kare :→
7) Background Ka Rakhe Dhyaan :→ 
8) Sunlight Ko Bhi Dhyaan Me Rakhe :→ 
Also Read: Whatsapp ki Kharab Photos Auto Delete Kaise Ho
9) Netural Photo Hi Lein :→ 
10) Photo Editor Ko Bhi Kare Try :→

 Iss Post main me aaj aapko ek best Photo Click Karne ke khuch khash Tips btauga, jiski madad se aap apne smartphone se best photo pick kar sakte hain..

:- Photo Pic karne se pehle apne phone ke camera ko check kar lein.. Kyuki kai bar camera lens kharab hone ki wajah se photo saaf nahi aati hai. Isliye camera lens ko pehle achi tarha se saaf kar lein…
:- Ek achi photo lene ke liye achi location select karna bhi bahut jaruri hai.. Jitni achi location hogi, photo utni hi achi aayegi.. Isliye apni photo ke liye pehle achi si jagah select kar lein..
:- Photo me zoom ko use nahi karna chaiye, kyuki zoom karne se Photo Quality clear nahi rehti.. Isliye Simple Camera zoom se hi photo click kare. Iss se photo clear or achi aayegi..!
:- Har Smartphone me camera ke liye HDR Mode hota hai. Yeh aapko camera open karne par screen par ya setting me mil jaega.. Isliye achi photo lene ke liye HDR Mode ko try kare..
:- Photo ko clear karne ke liye Filters ko bhi try kar sakte hain.. Camera ke sath me aapko filters bhi aate hain, ye aapko option/settings me mil jaege.. Filter ke sath photo pic karne se photo extra clear aayegi..
:- Waise to flash Photo ke liye hi jyada kaam aata hai, lekin kabhi kabhi flash aapki photo ko kharab bhi karwa sakta hai. Isliye Flash ko jarurat padne par hi on jare.. Low Light me aap Flash ko use me le sakte hain..
:- Background ka photo me khash yogdan hota hai.. Agar Background acha or clear hona chaiye.. Dhyaan rakhe ki photo pic karte waqt piche ka backgroud pehle check kare.. Piche Backgroud me extra cheezo ki photo sath me na aane dein.. Aapko jo photo leni hai, usi par pura focus kare..
:- Hamesha dhyaan me rakhe ki Sun( Suraj ) Photographer ke piche hona chaiye.. Agar Suraj Photographer ke saamne ya side me hua to photo par iska galat effect padta hai or extra lighting photo ko kharab kar sakti hai.. Isliye Sunlight par pura dhyaan sakhe, nahi to photo kharab ho sakti hai…
:-
Photo hamesha Netural type lene ki hi kosis kare. Extra smart photo pic karne ke chakkar me photo quality kharab ho sakti hai.. Photo jaisi pic ho rahi hai hone dein, aap bas location or background par hi jyada focus kare..
:- Photo pic karne ke baad usko or jyada achi or clear karne ke liye camera option me photo editor, jaise- Crope, Rotate, Filters etc.ko try kare. Lekin yeh sab photo ne jarurat padne par hi use kare.. Aap chaho to iske liye Alag se koi achi si photo editor ko try kar kar sakte ho…

Bas in Simple Tips ko try karke aap apni photo ko achi or clear pic/click kar sakte hain